Mashallah tajdare golra shreif zindabad sir aik qawali is peh alfaaz ya hein mujha ghumzada deakh kr woh ya Bola hamara hy tu beh Sahara ni hy.... Ya sarkar qawali banyein... Plzz thanks
Mari ujri jhook wasa ja ay allah day mehbob mari zindgi ko khusio sa bhar day mara naseeb acha kardy naik kardy har beti ka naseeb bibi fatima zahra ka waislay sa Ameeen 😭😭😭😭😭😭😭😭🙏🙏🙏🙏🙏