Brother if you have an idea min. How much marks out of 600 will safe to get vet . And plss also tell me is paper level is less than neet or not. please reply. Its urgency.😢😢😢😢
Paper is comparatively less difficult then neet, no comments for numbers. Just do your best. Don't worry about the marks....agar mai bolu 550 lao to tum tab bhi nhi la paoge because papar ka kuch ptaa nhi h kaisa aayega ....to tension mat lo number ki
Doc sahab emergency h Mera dog 3 din se khana nhi khaa raha h or thori thori vomating bhii kar raha h. Please bhaiya request kuch bataoo me jaha se belong karta hu vaha se vet 60 km dur h orr abhii me kuch nhi kara paaa raha huu. Me completely helpless fell kar raha huuu. Please mere bejuban dog ko bacha loo Please pllease please 🥺🥺🥺🥺
Bhaiiya plss kya aap bta sakte ho aapne gbpuat ke exam me kitne number aaye honge 600 me se .ek andaza. Cut off clear karne ke liye.plls. kyuki ye uni versity waale merit list hi btate hai.
Bhai kya mere ko 2024 mein veterinary science lena chahiye ya nai mere ko blood aur surgery dekhne mein bhi dar lagta hai kya mere ko karna chahiye ya nai pls aap apna opinion do
Starting mein bahut sare logon Ko dar lagta hai but धीरे-धीरे habitual Ho jaate Hain. Ismein bhi bahut log aise Hain Jo animal science ke subject lete hain jinko blood aur surgery nahin dekhni padati so its up to you what do u want
@@Dr_Negi aur future scope accha hai aur aapko ye karne k baad kya koi job opportunities mili aur isko karne mein total 5.5 yrs ka fee kitna hota hai ? Aur yaar mere se mathmatics nai banta hai kya pure 5.5 yrs mein maths hota hai kya ? Mere ko aapke guidence ki bahut jarurat hai pls meri help karo