Sar aapse 220 TDS Ka Pani agar Piya ja raha hai to ap uv purifier lagva lijiye agar nahin Piya ja Raha to RO lagva lijiye. aapke test ke according hai, peene Wale 400 TDS bhi Peete hain aur jinse nahin piya jata voh 150 TDS bhi nahin Pi paate
Bhai g hamari memrane se hi 900 tds aa rha h nikal ke. Direct. 2500 tds ki memrane lagi hui hai normal pani ka tds 2500 hai Or FR 450 ka laga hai... Koi help karoge kya plzz
Sir mere ghr ki supply ka tds 121 or mane aj hi RO lagwaya h dolphins ka pr tds kam nhi ho rha h bs 65-70 tds dikha rha h mujhe 50 tds chayie kya kru pls reply