Aapke paas Jo voshinhg Machine hai esa hi hamare paas hai 11 kg ka samsung hamare paas dram nahi hai 11 kg ka dram Lena hai Aapke pass koi contact ho to help karde
Quick wash mode per bhi aap gande kapde wash kar sakte hain socks bhi wash kar sakte hain bus aapko detergent acchi company ka Lena hoga aur jyada timing karna hoga jaise ki 25 minutes wash timing rakhna hoga
Yah machine automatic hai Magar Maine ismein pani ka connection nahin Joda hai aur jab main ismein Pani bhar deti hun kapdon ko daal ke rinse mod per use karti hun tab yah machine chalu ho jaati hai apna Kam Karti hai matlab rinse hokar stop Ho jaati hai to mujhe ek hi bar ismein Pani fil karna padta hai rinse hona matlab kapdon ko khangalna aur pura Pani bahar fenk dena hota hai , lekin jab ham teenon kam ek sath karte hain matlab wash, rinse aur spin tab yah machine rinse ke time per do bar Pani leti hogi Aisa hua hai Maine jab is machine ko tap se connect kiya tha yadi aapke sath Aisa ho raha hai ki aap ki machine ek hi bar Pani leti hai to koi baat nahin hai tension ki