Тёмный

Submit 15G 15H online by SBI YONO App | How to submit 15G/15H on SBI YONO | Online 15G submission 

Bakaya Gyan
Подписаться 2,8 тыс.
Просмотров 37 тыс.
50% 1

Опубликовано:

 

21 окт 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 88   
@vijayenderjoshi9019
@vijayenderjoshi9019 2 месяца назад
Good and very useful video sir, thank you very much for sharing this needfull knowledge👍👍
@drvpawasthidrvpawasthi5564
@drvpawasthidrvpawasthi5564 10 месяцев назад
Very good and honestly information
@jatinbansaljb
@jatinbansaljb Год назад
1 questions maan lo mere total interest 40k se Kam hai ... but mai ek fd karwa leta hu 5 lakh ki then mera interest 40k se jaad ho rha hai toh mujhe bharna Hoga 15g form right but then agar mai ek or fd karwata hu next day yeh 1 month baad toh kya mujhe duabar 15g form fill karna hoga ?
@Saurabhskumar
@Saurabhskumar 9 месяцев назад
Form 15g/h yono se online submit karne ke baad branch me bhi offline submit karana hoga Please reply
@rakesh834
@rakesh834 Год назад
retired hai papa to unke liye i think 15 h fill karna hoga , to mujhe puchna hai ki ,agar post office me scss ki fd and td hai toh iska toh offline hi bharna hoga na , and agar sbi me account hai(with fd) toh sbi me alag se bharna hoga , toh dono form same fill karna hoga ya kuch difference aayega ?
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
Dono forms ki income details alag rahegi
@SachinKumar-ve9ve
@SachinKumar-ve9ve Год назад
1 yono app se 2 account manage kr sakte h kya
@raushan5470
@raushan5470 4 месяца назад
Taxible amount kitna hota h
@rajakhan3793
@rajakhan3793 Год назад
Ye form kya sirf employee bhar sakte hai ya koi sadharad aadmi bina naukri vala bhi bhar sakta hai and Agar 1 bank me 3 fd karte hai to kya 15 g ke 3 form bharne hoge kya kyoki bank ke app me option hai select karne ka please urgent reply??
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
1 form bharna hoga lekin 3 fd ki details deni hogi
@avinash3249
@avinash3249 Год назад
Yono lite me kr sakte hai kya
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
Yes
@harendrakumar-he6pk
@harendrakumar-he6pk Год назад
Pension our auther incam ko kese caunt karte hai
@raghuchaudhary9895
@raghuchaudhary9895 9 месяцев назад
Download hone ke baad file kaise open kare password mangta hai
@sayanmajumdar9492
@sayanmajumdar9492 Год назад
01/04/2022 se 31/03/2023 tak jo interest k upar tax kat liya gaya hai kya wo amount 15G form fill up karne pe wapas milega? agar milega to kaunsa year mention karna padega? please bataiye.
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
Form 15G se nahi hoga aapko Income Tax Return file karna padega
@sayanmajumdar9492
@sayanmajumdar9492 Год назад
@@BakayaGyan Ok sir. Agar aaj 15G form submit kiye to kaunse year ka tax bachega? Mera FD pe tax kat liya pichle hafte.
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
@@sayanmajumdar9492 2023-24
@sayanmajumdar9492
@sayanmajumdar9492 Год назад
@@BakayaGyan Thank you very much.
@cocotheindiangoldie454
@cocotheindiangoldie454 Год назад
Bhiya jin ka 10lakh ka fd hai un ko bhi 15g bharna hota hai kya agar alag alag bank mai 5lakh , 5lakh hai to???
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
Agar aapka 1 year ka Taxable income 250000 se jyada hai to nahi bhar sakte
@cocotheindiangoldie454
@cocotheindiangoldie454 Год назад
Nahi bhiya itna nhi hai mai student hoon job nhi krti abhi
@dhiraj_gupta10
@dhiraj_gupta10 3 месяца назад
​@@cocotheindiangoldie454same mera sath hua aaj
@adityayadav_bbh
@adityayadav_bbh 11 месяцев назад
Thank you sir❤
@KailashKumar-ho4zc
@KailashKumar-ho4zc Год назад
3 year ke liye fd kiye hai,jiska intrest 3year ka 111000 (one lac 11k) hota hai to kya mujhe 15g/ form bharna hoga
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
It is better to ask from bank
@manojthakur8511
@manojthakur8511 Год назад
30000 ki fd ki h 1 year k liye kya mujhe 15G/H form bhrna pdega?
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
15G for age upto 60 and 15H for above 60
@manojthakur8511
@manojthakur8511 Год назад
@@BakayaGyan bhrna pdega ki nhi?
@mrsam1999
@mrsam1999 Год назад
Agar primary bank ke alava koi dushre bank mein bhi koi FD kiya mene..jiska annual interest less than 40k hain..toh kya wohan form 15g submit karna jaroori hain ? Kunke 40 k tak har bank mein TDS nahi karta hain ?
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
Less than 40000 ke liye koi jarurat nhi hai
@FIXXERDUDE
@FIXXERDUDE Год назад
@@BakayaGyan bt mere account se 30000 interest pe v kta h pan card login krke check kiye the form 26as
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
2019-20 se ye limit 40000 hai, aap bank se contact kar sakte ho apni problem ke liye
@FIXXERDUDE
@FIXXERDUDE Год назад
@@BakayaGyan 15g bharne ke baad kiya hua fd ka tds ktega ya nhi
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
Nahi
@dhruvkumar7759
@dhruvkumar7759 9 месяцев назад
Sir mene 25000 ki fd kri h 5 saal k liye to mujhe 15 g bharna hoga kya
@BakayaGyan
@BakayaGyan 8 месяцев назад
Agar per year interest 40000 se jyada aayega to bharna padega
@Abhijit.Ghosh20
@Abhijit.Ghosh20 Год назад
Agar koi banda 2500/- ka FD open kiya hain 1 year k lia.. toh kya 15G /H lagega ?
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
Nahi sir
@lovenature42
@lovenature42 Год назад
Please tell the Maximum interest income limit for 15H submission in Online SBI.
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
300000 if you have no other income
@MarkandayShukla
@MarkandayShukla Год назад
2.5 lakh in case of 15G
@a2zcreator109
@a2zcreator109 9 месяцев назад
no account found batara h
@iamdaskushal
@iamdaskushal Год назад
Sir imobile app mein estimated income earned on deposit khud se 63522 show kar raha hai aur estimated total income including the estimated income earned on deposits mein me kya likhu?
@manishvlogs4401
@manishvlogs4401 Год назад
Mera v esa aa rha h
@vershakumari7700
@vershakumari7700 Год назад
Branch choose karne ka option nhi de raha
@Breakingnewslive_24
@Breakingnewslive_24 Год назад
Estimate total income me kya dalna hai.koi income nahi ho to kya Dale isme
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
Agar aap yono app se bhar rahe ho to automatically aa jaayega nahi to aapko interest ka amount likhna hoga
@ajeetrawat3244
@ajeetrawat3244 Год назад
Bhai jis ne is years encam tex itr bhar ho or mene fd bana rakhi he 300000 lc ki or muje bhi msg aa raha he to muje bhi yuno sbi se 15G/H bharna padega kya pllz rpy
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
Ha
@ajeetrawat3244
@ajeetrawat3244 Год назад
@@BakayaGyan mene to itr bhar rakha he fir. Aesa q
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
15G/H aanewale year ke liye diya jaata hai
@ajeetrawat3244
@ajeetrawat3244 Год назад
@@BakayaGyan to me fir itr bhar dunga jo bhi mera Kate Agle Saal aa jayega
@arupchatterjee4544
@arupchatterjee4544 Год назад
Humne ish May month mein 15H varenge through अनलाइन Yono, तो PY, FY , AY हमे समझ नहीं आ रहा है. में बहुत confused hoon. Example dekar clear kare to, I shall be grateful to you. Thanks.
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
If you are filling in May then it is for PY 2023-24
@lovkeshyadav4052
@lovkeshyadav4052 8 месяцев назад
35U2 error aa raha hai
@statusvideocreation
@statusvideocreation Год назад
Last date konsi hai 15g form ki
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
Agar aapka pahle se fd hai to aap June tak de sakte ho
@FIXXERDUDE
@FIXXERDUDE Год назад
@@BakayaGyan 15g submit krne ke baad fd krenge toh us year ke liye ktega ya nhi??
@rocky_boy_8350
@rocky_boy_8350 Год назад
Isme 15 column me no ki jagah yes par click hogya tha please batao kuch isey correct kaise kare
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
Egnore kar dijiye
@shouravsingh.9973
@shouravsingh.9973 Год назад
Achha maine phle 15g bhara hai pr kitni naar bhara hai ye pata ny to kya krenge
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
Blank rahne dijiye
@Kesharitech
@Kesharitech 4 месяца назад
Click karne par unable to process aa raha h........kya kare???
@BakayaGyan
@BakayaGyan 4 месяца назад
Dubara try kariye
@Kesharitech
@Kesharitech 4 месяца назад
@@BakayaGyan 1 apr se yahi message aa raha hai
@BakayaGyan
@BakayaGyan 4 месяца назад
Customer care me contact kariye koi technical problem ho sakti hai
@KWSmarty21
@KWSmarty21 Год назад
Meri annual income 3 lac hai.. Mene 4 lac fd ki Fy22-23 and 6 lac FD Aaj karwaiy hai.. 15 g main meri income Aaj 65000 dikha rahai Pls explain 15g submit karun ya nahi..
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
No
@KWSmarty21
@KWSmarty21 Год назад
@@BakayaGyan agar main submit kardun to koi problem hogi..
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
@@KWSmarty21 agar aapki Total Income 2.5 lacs se jyada hai to submit karna illigal hai
@KWSmarty21
@KWSmarty21 Год назад
Ok thanks. Ek chiz clear kardijiye.. 15 g main 65000 interest dikh raha kya bank mere tds deduct karega..
@pritamroy2836
@pritamroy2836 Год назад
Mara FD sa yearly income 17000 ha to muje Kaya 15G form submit korna poraga ? ❤️❤️❤️
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
No
@nilaymehta4705
@nilaymehta4705 Год назад
Mene 20,000 ki fd ki hain 2 year k liye. Mujhe fill karna hai ye??
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
No
@nilaymehta4705
@nilaymehta4705 Год назад
@@BakayaGyan ok. Thank u
@priyankakumari-nt6y11
@priyankakumari-nt6y11 2 месяца назад
444day ka FD karne per 15g form fill up karne ke liye kyon bol raha hai
@malaymaity8746
@malaymaity8746 Год назад
How can i get 15h received copy
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
If you're submitting offline you can receive a Xerox copy of your submitted form from manager
@malaymaity8746
@malaymaity8746 Год назад
@@BakayaGyan I have sent it from sbi yuno
@BakayaGyan
@BakayaGyan Год назад
@@malaymaity8746 if you have not taken screenshot or printout at the time of submission, you may not worry about it because it is a online process. Further you may again check out that option on yono or contact your bank branch for your query
@malaymaity8746
@malaymaity8746 Год назад
@@BakayaGyan thank you
@kansagaranaimish2488
@kansagaranaimish2488 Год назад
@@BakayaGyan enquiry me pdf download hoti hai uska password kya hai ?
@akshaydeshmane2061
@akshaydeshmane2061 Год назад
Thanks 👍 🚯🚮🌱😊
@subh0037
@subh0037 Год назад
CIF Customer Information File
@ayushmaanbarnela
@ayushmaanbarnela Год назад
Hi
Далее