Magar mehman na khae to kya karenge banane se pahle recipe kadhai to saaf kar lijiye dekhiae Bura nahin manega theek hai apna samajh kar bole Hain😅😅😂😂😂
Or ha meri ek beti bhi hai jo ki abhi bahut choti hai thik hai to Jo bhi banati hu jis me bhi banati hu usko hamesha accha se saf karke banati hu thik hai
To main jo bhi kuch banati hu or jisme bhi banati hu na usko saf kar ke banati hu or ha wo meri khud ki recipe thi jo Mane aap log se share ki hai aap log kaman banane ka Ho ya Na Ho Maine apna recipe share ki hai na ki jabardasti kisi ke ghar mein banane ke liye bol rahi hun thik hai ji