Тёмный

Tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko THREE UNSUNG STANZAS  

 Ajay Sahaab and Rajesh Singh ALFAAZ AUR AWAAZ
Подписаться 152 тыс.
Просмотров 161 тыс.
50% 1

tum agar bhool bhi jao to ye haq hai tumko_Didi1959_Shubha& Sunil Dutt Sahir Ajay sahaab Rajesh Singh
Disclaimer these new stanzas are penned by Ajay Sahaab purely as tribute to the legends .we dont claim any right on the original tune or lyrics
NEW STANZAS LYRICIST ..AJAY SAHAAB ,SINGER RAJESH SINGH
NEW STANZAS BY AJAY SAHAAB
Tum hi tum ho meri dhadkan me ,meri saanso.n me
mere har zarre me tasweer tumhaari hi hai
ye mera jism ,meri rooh ye sab kuchh mera
meri daulat nahi ,jageer tumhaari hi hai
tum mujhe aur mitaao to ye haq hai tumko
meri baat aur hai maine to muhabbat ki hai
farz insaa.n ke muhabbat ke ilawa bhi hain
ishq hi ik mera iiman nahi ho sakta
apni aankhon ke hi aansu nazar aayen jisko
chaahe kuchh bhi wo insaan nahi ho sakta
tum agar rooth bhi jaao to ye haq hai tumko
maine tumse hi nahi ,sabse muhabbat ki hai
tum jise chaaho use apni muhabbat de do
dil tumhaara hai kisi aur ki jageer nahi
tum mujhe chhod ke ,thukra ke bhi jaa sakte ho
mere haathon me to bas haath hain ,zanjeer nahi
tum jo daaman ko chhudaao to ye haq hai tumko
meri baat aur hai ,maine to muhabbat ki hai

Опубликовано:

 

7 сен 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 223   
Далее
Tum mujhe bhool bhi jao
4:42
Просмотров 69 тыс.
Tum Mujhe Bhool Bhi Jao - 1960
3:32
Просмотров 72 тыс.