Тёмный
No video :(

What is flow controll valve? Simple defination and details. 

Machine maintenance
Подписаться 335
Просмотров 436
50% 1

Most welcome in the machine maintenance for growing your technical knowledge.
Here heartly welcome our maintenance department person from Mechanical as well as electrical.
Good morning doston Swagat Hai Hamare channel machine Maintenance me
aaj Ham baat karenge Flo control valve ke bare mein kya hota hai flow control valve?
So Iske bare mein baat karenge doston flow control valve Ek bahut hi important device Hai mechanical device Hai Jiska use Ham control karne ke liye karte hain.
iske bare mein Ham janenge, bahut Sare point, Maine Diye hueHain.
Ek ek Karke Sare point ke bare mein discuss Karenge Taki understanding acchi Ho Kyunki uske liye Hi To Aaye Hain.
sabse pahle importance Jante Hain Iske bare mein Kyon Janna chahie doston
ye mechanical ke liye bahut important device hai jo ki pneumatic aur hydraulic donon Mein use hota hai aur cylinder ko operate karne ke liye pura Jo hydraulic system Hai nomatic system Jo pura power pack Jo use hota hai.
Vo inhen cylinder ko operate karvane ke liye use hota hai to Usi Mein Usi ke line Mein isko Lagaya Jata Hai so Iske bare mein must pata hi Hona chahie. So first off all start karte hain definition ke bare mein kya hota hai definition iska doston slogan Ham flow ko control karne ke liye Kahate Hain flow matlab Kya Hota Hai Doston quantity hota hai pressure alag chij hoti hai aapko Pata Hoga so flow control valve mein kya hota hai Ham quantity ko control karte hain. For example isko Ham Laga rahe hain romantic Mein To Ham air ki quantity ko kam Karenge Agar isko Ham Laga rahe hain hydraulic Mein To Ham hydraulic yani liquid ki quantity ko kam Karenge aur uske quantity ko Jaise Hi Kam Karte Hain To pressure bhi kam ho jata hai aur Hamare Jis chij ko bhi Ham operate Karva rahe hain aur vo bhi smoothly operate hone lag jata hai slow operate ho jata hai to isliye Ham iska use Bhi Karte Hain So ITE ise log control working principal Kya Hota Hai Doston working principal mein aapko bata do aapko samajh mein aaega, Kaise kam Karta Hai Jaise Jaise slogan troll ko aapane line Mein lagaya hai jo bhi Ye liquid Hai air Hai uski line mein agar aap ise lagate ho to Ye Kya Karta Hai Jo doston aage se Agar jitne bhi quantity ja rahi hai floor ki fluid jo bhi ho sakta hai gas ya FIR liquid Jo iski bhi quantity Aage five line Mein ja rahi hai to uski quantity ko kam karta hai kaise kam Karta Hai Ye Jo symbol Hai Teesra Ye symbol mein aap Dekhenge Ye Jo aur ek peace hota hai aur is Ko Kya Karta Hai Ki tight kar deta hai donon side se Nehru kar deta hai means pipe line Agar 10 aaya ki hai to Uske line Mein Humne Laga Diya Hai To usko nairo kar deta hai. So nairo kar denge, fore example isko aap Aise samajh sakte hain. Aap ek bike Lekar Apne kar ko wash kar rahe hain aur aap mujhe aise hi daba Denge To usmein Kya Hoga Pani nikalne ki jo quantity hai. Vo kam ho jayegi to Usi principal pay sem Ye kam karte hain. Jaise example se Ham isko samajhte Hain working principal so next hai type Kya Hota Hai Doston type aur ek chij. Ka hota hai iska bhi type hai kaise matlab kitne type ka hota hai ye kitne type Ka Ye Hota Hai To Ye do type Ka Hota Hai Van Mein aur tu hai Van Mein Kya Hota Hai Doston sirf single direction ko control karta hai jo liquid ja raha hai usi ko control Karega Jo Udhar Se a raha hai usko control Nahin karega vo pura ful form Mein Hi aaega to ye kya hota hai ye wala jo hai ye maine dikhayenge ye Van Mein direction Hai means Van Mein Flo control hai. So dusra hota hai tu hai ful open Tu Ek symbol Yahan per Diya Hua hai to control mein kya hota hai jo liquid ya air? Kuchh log control Ke Andar Se pass Hoga so Jaega usko bhi control Karega Jo aaega. Usko bhi control Karega so dait ise D type Baki Agla Hai direction direction ke bare mein bata do doston direction ke matlab Hamara yahi hai ki direction kya hai is flow ko under mein bahut jyada importance Rakhta hai. Agar aap logon ka tool Kahin Laga rahe ho to usmein Ek symbol banaa hota hai. Jaise Chhota Sa Main Yahan pay main aapko dikha Dun Yahan pay. Ek Chhota Sa symbol banaa hua hai ye Kah Raha Hai symbol hai. Main aapko dikha deta hun. Bada Karke Ye symbol actually Aisa symbol Hai Ye Jo symbol Yahan banaa Hua Hai Vahi sem simple Yahan banaa rakha hai to Khali flow control pay Jaise symbol banaa hota hai vo symbol mein kya samajhte Hain Ham main? Aapko Bata deta. Hun.
Thanks and SUBSCRIBE Please. ‪@Machine.knowledge‬

Опубликовано:

 

28 авг 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии    
Далее
What is FRL unit? Full description.
5:28
Просмотров 262
How to Select Control Valve? ( in Hindi)
10:06
Просмотров 14 тыс.
What is Gearbox? Gearbox full details
5:16
Kis Liquid me kon sa impeller lagaye?
4:55
What is ball-screw and working?
6:54
Просмотров 285