Meam mujhe 6 days huwa chest pain hora hai duty ja nahi parahu femily se koso dur hu doctor k pass gaya ta kuch medicen diya lekin dard kam nahi hora is liye meain yoga wala video dekh raha tha tho app k video mila main aj se yoga karunga bahut dard hota hai yoga karte time😢
Meam mujhe 7 days jiyada huwa hai right side main dard hota hai duty bhi ja nahi parahu femily se koso dur hu doctor k pass gaya medicen diya lekin kuch ashar nahi hora tho maine yoga wali video dekha apka tho aj se starting kar rahahu lekin yoga karte time bahut dard hota hai😢