Тёмный
No video :(

zulf lehrayi teri.. mohammed rafi..film ye raaste hain pyar ke 

krhapa pukhtunkhwa
Подписаться 202 тыс.
Просмотров 6 тыс.
50% 1

film................ye raaste hain pyar ke 1963.
(fan's copy not for commercial use by krhapa.)
singer............mohammed rafi
lyrics..............rajinder krishan
music.............ravi shankar
zulf lehrayi teri aur meri taqdeer bani
koyi dekhe zara kya pyaar ki tasveer bani
jab kabhi badhne lage shaam ke tande saaye
tere behke huve rukhsar wahaan kaam aaye
gardesh-e-behr ne jab jab bhi uchaala mujh ko
teri makhmoor nighahon ne sambhalaa mujh ko
koyi mujh se puuche ke tum mere kya ho
meri pyaar ki ek haseen elteja ho ..
koyi mujh se puuche ke tum mere kya ho
mere dil ne sajde me gir ke jo maangi ..
mohabbat ki wo pehli pehli dua ho
koyi mujh se puuche ke tum mere kya ho
taranum ko bhi rashk aata hai jis par
meri dil ki vaadi me tum wo sadaa ho
koyi mujh se puuche ke tum mere kya ho
meri zindagaani agar ek chaman hai ..
to phir jaan-e-mann tum hi baad-e-sabaa ho
koyi mujh se puuche ke tum mere kya ho
mere pyaar ki ek haseen elteja ho
koyi mujh se puuche ke tum mere kya ho
meri khamosh sii duniya me hai kyon aaj khalal
me ne dekha hai kahin toota huva taj mahal
ye havaa yunhi chalegi mujhe maaloom na tha
zulf nazeer banegi mujhe maloom na tha
teri rukhsaaron me garmi ka koyi naam nahin
teri ankhon me wafa ka koi paighaam nahin
koyi mujh se puuche ke tum mere kya ho
wafaa jes ne looti wahi be-wafa ho ..
koyi mujh se puuche ke tum mere kya ho ..
na cheda gaya jes se naghma wafaa ka
ussi saaz ki ek tum bhi sadaa ho
jo de tha hai ankhon ko rangeen dhoka
wahi khoob-surat sa jhoota nasha ho
zara apne dil se to ye pooch dekho
mere ho ya tum ghair ka aasra ho ..
koyi mujh se puuche ke tum mere kya ho
wafa jes ne looti wahi be-wafa ho
koyi mujh se puuche ke tum mere kya ho
tum be-wafa ho
tum be-wafa ho
tum be-wafa ho
tum be-wafa ho
tum be-wafa ho
* * * * * * * * * *

Опубликовано:

 

28 авг 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 6   
@prakashkalbandePatil
@prakashkalbandePatil 11 лет назад
VERY VERY NICE SONG OF RAFISAAB.THANKS FOR UPLOADING THIS SONG
@krhapa
@krhapa 10 лет назад
@rkoza7
@rkoza7 10 лет назад
An out of the world, outstandingly rendered song by the greatest Rafi sahab. An awesome share and upload.
@231947able
@231947able 11 лет назад
Good morning yawning.
@yashwantrathodspandneeya
@yashwantrathodspandneeya 11 лет назад
rafi sahab ka ye nagma meel nahin meelon ka pattther hai / recoring ki humming cheak keejiyega.
@Prhanggherpakhtunkhwa
@Prhanggherpakhtunkhwa 11 лет назад
koshish karunga dusri baar.shukriya.
Далее
ЛОВИМ НОВЫХ МОНСТРОВ В LETHAL COMPANY
2:42:22
teri baaten hi sunane aaye..ghazal..singer:ghulam ali
7:54
Akele Mein Woh Ghabrate
3:11
Просмотров 9 тыс.
Kya lage Aankh, Ek Me Howan- Gulam Ali Sahab live
13:59
Mohabbat Karne Wale
9:32
Просмотров 606
mohammad rafi film chaudvin ka chand
4:18
Просмотров 59 тыс.
Rahat Fateh Ali Khan - Zaroori Tha
5:17
Barre Be Marawat Hain
7:17
Просмотров 5 тыс.
Paharho Ki Qasam Atan
6:42
Просмотров 20 тыс.