Hare krishna Radhe radhe 🙏 khub khub dhanyvad 🙏🪔 apne bataya mahi ki purv ki taraf dekhkar ham khade he to utr disa kistaraf ayegi left side ki right side ??
गुरुजी यह गेहूं रोज चेंज karna है या yah aisi hi deri padi rahe iske upar roj Diya jala de, यह दिवाली के दिन ही ऐसे दिया जलाना होता है या हर रोज 365 दिन ,?? Please bata dijiye
Har har mahadev 🙏 Bhaiya ji purani jhadu dhanteras ke pehle bahar kare ya diwali ke baad... Diwali ke baad duj ke din bahar kar sakte h kya.... Plz rply
Hare Krishna bhaiya M har roj apne mukhya dwar pr dipak lgati hu kya aise hi lgana h or sarso ke tel ka hi roj diya jalaye Ghee ya til ka nhi please btaye Jay shree krishna
Yogi Maharaj Ji ko pranam dhanyvad informative video share karne ke liye, please mujhe thoda guidance dijiye kya ham yahan Rui ki jagah Mauli ki baati use kar sakte hain
Humari maa guruji kaheti h mujhey " Teri dadi ne humesha hi shikhaya k deep ka chest kavi vi khali nahi rakhte h. Eyato 4 bati (jese appne rakhi huyi h but 1 ko jalake rakho vase) rakhni hain..." To guruji hum ehake savi jan manush esehi deep dete h...
Ye sab batane ke liye dhanyawad.lekin bapuji ko bahar lane ke liye kuchh upay ashram wale kyu nahi batate hai.ashram sanchalak bapuji ko jail me rakh kar chande ki dhandha kar raha hai