@@TheHimalyanYogini unke sanidya me ek aur mhaan sant hai vrindavan me mera poora parivaar in maha divya atma ka anuyayi hai. Hamare ghar me shri babaji ke kirtan kiye jaate hai inka ashram vrindavan me hai. Agar ek aur divya atma se apko vartalaab karne ho to mujhe jaroor bataiyega.
Hamara poora parivaar in divya atma ka anuyayi hai. Meri naniji ne shri udiya babaji ke darshan kiye hai aaj bhi hamre ghar me kuch khaas hota hai to hum vrindavan hi jaate hai. Inka ek ashram Ramghat me bhi hai aligarh ke paas.