Тёмный

First Indian Railway Hospital with Platinum Rating || News Station 

NEWS STATION
Подписаться 1 млн
Просмотров 16 тыс.
50% 1

Опубликовано:

 

16 окт 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 9   
@dineshattri8605
@dineshattri8605 4 года назад
Sir ye bilkul sahi baat hei ki hospital ki cleaning se, ya environment se related purri samasya Khatam kr dii gyii hei,,,,,,,,,,,,,,, lekin sir aapko patients ki problems pr bhi thoda dhyan deena chahiye,,,,,,, jaise hospital mei doctors ka behavior kaisa hei Maine apni aankho se dekha (1)=Ek doctor hei Koi Atul kr ke unke pass Ek mahila patient aayi OPD mei doctor ne baat karne ke dauran kagaj patient ke uppar phaik ke Bolle bhago yahan se mere pass anpad logon ka elaj nahi hota,, (2) jab doctors ke kaabu se baahar hoo jaati hei patients ki beemari ko control karna,, tab patient ke attendant se bolenge ab inko kissi dusre hospital mei lee jaayooo condition critical hei,,,, jb dusre hospital mei ye reffer karte hei, jb private hospital wale condition ko control kr lete hei,,,, Aur follow up mei mtlb 4,mahine baad ya 6 mahine baad same procedure hona hei beemari ko control karne ke Liye,,,, jb kaafi had tk beemari pr control kr lete hei private doctor,, dusre baar jb Bharti karne ka time aata hei tb,, Railway hospital wale doctors reffer nahi Karke dete,, bolte hei pehle patient ki condition aise hone doo jaise pehle thii jb hmne inko reffer kiya thaa,,, ye doctors ke jwab Hote hei,,,,,, (3)Railway hospital ka reffer kiya hua patient private hospital mei admit hei Aur patient ki tabiyat mei sudhar nii hua 10 diin mei, jitne diin ki permission ke saath central hospital wale bhejte hei,,, tb central hospital wale extension letter nahi dete,,, bolte hei patient ko wapis central hospital mangaoo aage ka treatment hm Karenge,,,,,,,,,,, jb central hospital ko hee treatment karna hei too,,,, condition bigadne par private hospital mei reffer hee kyon kiya thaa,,, (4) Ek CMD sir se junior designation ki lady hei,, Mrs Rajni bhalla,,, maam ke pass extention letter pr sign karne jaaye too pehle maam letter bahut saari kami nikal kr wapis kr deti hei,,, Ek diin wo kharab,,,,, agle diin jb Un kamiyon ko thik krake late hei tb,,, maam bolti hei iss pr sign karne ka kaam mera nahi heii,,,, phir maam se kaho, maam, mei kl bhi aaya tha too apne reject kr diya tha ye letter Aur ye, ye, aapne kaami btaayi thii,,,,, wo kamiya thik kraake laya hoon,,,,,, phir maam letter ko attendant ke mooh pr faink ke usko burra bhalla Sunaati hei,,, ke subha subha mera mood kharab kr diya, AA jaate hei kaahan kaahan se mooh uutha kr kee,,,,,,,, (5)=jab Inn saab samasyaon ka samna karte hue final reffer letter ko clerk's room hei jo,, saayad 30no.room,, jo clerk hei Mr. BIJENDRA jo final reffer letter ko, MD sir se sign kra ke deete hei,,,,,, wo apne aap ko kissi MD saab ka saala btta kr kee roub jhaadte hei,,, batmeezi se pesh aate hei,,, gaalat bhasha ke prayog karte hei jaise example,,,,,,, tera too saale marez Bharti hee nahi hona chahiye, tere sath aisa hona chahiye,,,,,,,,,,, mtlb kamiya nikalni Aur gallat bhasha ka uupyog karna,,, unse kuch kehne pr Mr. BIJENDRA CLERK, bolte hei, kii wo MD mere brother-in-law hei,,, jo biggad sake woo bigad Leena,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, Aise bahut saari kamiya hei jiin pr aapka kaam karna saayad environment pr kaam karne se jyada jroori heii,,,,,,,,,, Aur ye saari samasyaon se mei gujra hoon,,,,,,,,,,,,,,, kuch central hospital ke doctor's Aur karamchari bahut aache hei jaise Dr. MADHU kAUSHAL,,, unki team ke Dr. AJAY,,,,,,,,, AUR MD SIR apke jo P. A hei ya clerk hei,, jinka naam Mr. SHIVDUTT SHARMA hei jo Aligarh ke rehne waale hei,,,, ye log sahi hei accha kaam karte hei, apni powers ka gallat use nii karte,,,,,,,,,, Aur Ek OPD mei Dikhane ke Liye tokkon jaldi Khatam ho jaate hei jo log dur se aate hei wo tokkon nii lee patte,,,, unko phir wapas apne ghar jaana padta hei,,,, Aur jinn logon ki siffaris hoti hei unko doctor's apne chamber mei dekhte hei,,,,,,, sir, marizon ki problems pr dhyan jyada dene ki jroorat hei,,,,,,,,,, hospital ki cleaning Aur environment ki problem too bilkul Khatam kra dii apni,,,,,,,, jo problems Maine likhi hei iss Prakar ki problems ko bhiii Khatam. kraane kii kosish kaarre sirrr plzzzzzzzzzzz
@komalsirawal9432
@komalsirawal9432 3 года назад
Omg itna bura haal hai yha ka..... Seriously 😱
@nehakumari-yt9ns
@nehakumari-yt9ns 2 года назад
Bhai hme bhi Bareilly se delhi k liye likha h ab to dr lg rha h esa hota h .
@sorabsingh2359
@sorabsingh2359 2 года назад
Madam isme relway ke always bhi bhar ke marig aate he kya
@skpandey3211
@skpandey3211 2 года назад
ईलाज के लिए कागजी कार्रवाई क्यों नहीं बंद किया जाता हैं जब इलाज सिर्फ रेलवे सटाफ की होना है कागजी पुलिन्दा के नाम पर सिर्फ निकम्मा पन और परेशानी ही हासिल होता है ईलाज कम और परेशानी जयादा सिसटम पाइलाईज लकवा ग्रसत है इसमें सुधार लाय
@bhartpur8368
@bhartpur8368 3 года назад
Bihar🇮🇳💚
@photon77
@photon77 3 года назад
Yha icu Kaisa h??
@monuchihuahan3087
@monuchihuahan3087 4 года назад
Kya ye government hai
@monuchihuahan3087
@monuchihuahan3087 4 года назад
Hospital
Далее
Rendezvous with Simi Garewal and Ratan Tata 1997
25:00
Planning Of Article 370 Removal
43:06
Просмотров 10 млн
Reality of Ajit Doval
36:43
Просмотров 12 млн