Bhakt janon! Iss bhram mein mat rahiyega ki yeh comedy video hai. Title mein comedy ka hashtag moh maya hai. Yeh video puri dekhke maine apna thoda waqt gawaya hai. Lekin Sunil Pal ke baare mein ek cheez ab samjha main: Showmakers ko "prabhu ki bhakti" kara ke khud ko famous banaya hai. Bhakt janon!